Posts

Apni ijat kese karwaye

Image
1 samne wale ki ijat karo( be kind ) thank u bolo  2 act rispectfully samne wale ki baat ko respect fully se Baat Karo or Kahi Dyan mat do samne wale ki Puri baat suno aap bhale hi disagary ho us baat par fir bi suno 3 listion well isme apne Rai or vichar side me Rakh Kar samne wale ki baat ko Puri tarha Sunna chaiye bich bich me bolna Nahi chaiye ese bolo phir Aapne kya Kiya  4 don't make excuses take risposbality apna Kam Pura Karo galti ko savikar Karo or aghe badho 5 let go of angar gushe ko pakde rakhne se ya badle ki Bhavna rakhne se Aapke alawa kishi ko bi nuksan Nahi hota h guse ko daba Kar mat rakho usko alaw Karo Kuch time ke liye fir usko piche chodo or aage badho  6 be willing to change jidi hona aapko Kahi Nahi le Jayega badlaw parkarti Ka nayam h karuga to yahi kaam karuga Varna Nahi karuga bale hi old methard kaam Nahi Kar rahe ho. Wo apna hi nuksan Kar rahe hote h  Aapko mahnat Karni chaiye as a parson grow karne ke liye nai skhil sikho nai activity t...